Saturday 3 August 2013

Habba Khatoon


Hebba Khatoon 

Habba khatoon was born in 1554 in a small village Chandrahar in Kashmir. she was the queen of last independent Muslim ruler of Kasmir, The name of this Ruler is Yusuf Shah Chak. The real name of Habba Khatoon was Zoon. Zoon is kashmiri word ,its mean moon. When the king fell in love with her but she was already married to a villager whom she left to marry with ruler.She was a born poetess, she wrote many songs, ghazal and also sang poetry written by her.Bad days fell on her when her husband was captured by moghal ruler who is known as Akbar and Akbar sent her husband in Jail in India. She lost the crown And meanders here and there crazily in Kashmir, and sang the song of separation just like most of  lovers do after separation  Her poetry is also sung by people of Kashmir  Hubba Khatoon, says to her lover:

               Tseh kameu soneh mianeh bram dith neunakho? Tseah kiazih gayeyo miani de?
         

Adolf Hitler

There is no getting away from the fact that Hitler had an enormous influence upon the lives of a very great number of persons. He is one of my favorite christen ruler. A great Freedom fighter. But I don't like the peak of his brutality but even then he is a great fighter for his religion and country so thats why I respect him.
He was born in 1889, in Braunau the city of Austria. From 1921 he became the member of national socialist German worker's party and left this party in 1945. His rank was Gefreiter. Basically, He was an Austrian citizen till 7 April 1925, but in 25th of February 1932 after serving Germany he became the citizen of Germany . his unit was 16th Bavarian Reserve Regimen
During the world war one he served in the German army, was wounded and received two medals by government because of his bravery.

He was nominated for three major awards :
Iron cross first class
Iron Cross Second Class
Wound badge 

In January 1933, at the age of 44 Hitler became chancellor of Germany. In world War two England and France, beset with their own economic problems, so desperately desired peace that they didn't intervene when Hitler violated the Treaty of Versailles by building up German army. England and France were determined to defend Poland, which is Hitler next Target. Though they declared war on Germany, Poland was quickly defeated.
Hitler's greatest year was 1940 because he conquered many countries in this year. In April, his armies gobbled up Denmark and Norway. In May, they overran Holland, Belgium and Luxembourg .Hitler's Army also conquered Greece and Yugoslavia In April 1941 and He also attack Russia.
During his year power, Hitler engaged in policy to genocide without parallel in history. He was a fanatical racist, with a particularly virulent animosity toward the Jews. He made it his specific, publicly-stated goal to kill every Jew in the world. In His ruling era he has killed almost 6,000,000 Jews

There are many novels base upon the history of Hitler few are following :
The Portage To San Cristobal of A.H written by George Steiner
Brigadier Lethbridge
The shadow In Glass
The Iron Dream by Norman spinrad
Virgin New Adventure
The Seventh secret
The Berkut
The Man In High Castle by Philip K. Dick
and many more .......

Many Movies are also based upon Hitler's life
Hitler: The Last Ten Days
The Boys From Brazil
The Bunker
Indiana Jone And The Last Crusades
Molokh
A Man Who Cross
ed Hitler
and lots of other ...

and after all he loses his life on 30th of April in 1945 at the age of 56 in the city of Germany known as Berlin.

Jub Dushman Raj Karey Har Su

Islam


Jab dushman raj kare hr so
Behnoon ki chadr chin jaey
Maon ki good ugar jaey
Or izzat khak main gar gaey
Harfoon se zakham ko kia seena ?
Shuhda ne tarp kr arz kia
Ab sisak sisak kr kia jeena ?

Jb hr so andehre main bhi
Sare ghar shish mehl thehre
Or shish mehl k sb basi            
Bs apne liye hi jeete hun
Sb tan ki bhook mitate hun
Sb man ki pyas bhujate hun
Or ase main ihsas na hu
Jungle main soney waloon ka
Soi hoi milat k gham main
Dil, jigrse, anghoon k khoon se
Zakhmoon ko dhoone waloon ka
Ihsas na ho
Kuch pas na ho
Un ghunchoon or gulaboon ka
Baste main band kitaboon ka
Gardish ho Fqt tehreeron hun
Naqshoon ki or lakiroon ki
Narmoon nazok kaleenon pr
Wozra ki or safeeron ki
Tqreeon se jb baat chle
Or aaho asq pr tham jaey
pr dil se khali ho seena
Shuhda ne Tarp kr arz kia
Ab sisak sisak kr kia jeena ?

Jb meri milat k betey
Gumnam, musafir, Prdesi
Maon k jigr k ye tukrey
Sb rokhi sokhi khate hoon
Bandooq se ji behlate hun
Barood se bhook mitaty hun
Yoon khoon ki pyaas bhujate hun
Or shamon sahr hr mehfil main
Khaibr ki misalain late hun
Or sunate nabi (S.A.W.W)
Dil, jan main aan basate hun
Sabit (R.A) k taraney gatey hun
Saad (R.A) o Salman (R.A), Ubaida (R.A) ka
Talha (R.A) Waqas (R.A) Huzaifa (R.A) ka
Bdr o Ahzab Qareeza ka
Wo darse wafa dhurate hun
Saffa ki yad dilate hun
 Allah ka rang charahte hun
Or RAB k mobarak namoon pr
Phir taza jang jamate hun
Din dushman se takrate hun
Pyaroon se apney door bohat

Sb khoon se loot k aate hun
Phir thakey thakey se jism liye
Boseeda lihafoon ko orey
Gharoon main aag galate hun
Phir khaimoon main so jate hun
Or apney liye in rahoon tak
Do gaam bhi jana moshkil ho
Go apne liye hun kaam bohat
Or seeney main arman bohat
Mostakbil k imqaan bohat!
JB aesi halat ho jaey
IOhsas e akhowat kho jaey
Jb beena thehre NAbeena
Shuhdah ne tarp kr arz kia
Ab sisak sisak kr kia jeena ?

Aey sehre sitara mat socho
Aey Kash k Koi Jang kare
Mazloomon ki, Mehkooron ki
Maoon , Bahnoon , Mehjooroon ki
Dehleez pe koi pehra de
Milat ki ankhoon k taro !
Hr ofaq ofaq main phele hoey
Aey Rooshan Rakhsan Mah paroo !
Tm khud socho
Majbor ho kia ?
Mazoor ho kia ?
Ankhoon main sharer Baqi hain na
Paoon se ijazat kia lo ge ?
Jb ghar main dako guhus jain
Maoon se ijazat kia lo ge ?
_______ ab jang karo
Khoaboon main apney rang bhro
Nazroon ko mahazoon pr rakhna
Ankhoon ko thaka do pehre main
Pairoon ko gard alood karo
Yoon Iman ki behbood karo
Jis dais ko akhir jana hai
Tm wahain ikhata mall karo
Jannat k dareechon pr pehno
Maoon ka istaqbal karo
Yoon un ka door malaal karoAey chand sitaro mehparo !
 ___kuch kr dalo!
Umat ki tajori khali hai
Dil,Jigr, jwahir bhar dalo
Sochoon se bhuji hai aag kabhi ?
Gr jurat ho tu sar dalo
Naroon ki rahi barsaat bohat
Taqreeroon ki had tak baat bohat
Tehreeron ki soghat bohat
Ab beet chuki hai raat bohat
Ab sehr e tamanna kr dalo
Aey chand, sitaro mehparoo!
Jb deen e Muhammad pr hr su
Ik khoon ki barish hoti hu
Ik kalma parhney waloon pr
Jab BOSNIA main pehre hun
Or SRINAGER ki rahoon pr
Mashriq fogi aa tehrey hun
Jab MAJID E AQSA rooti ho
Or apne siyasat bazoon main
Haddi pr larai hoti ho
Hr so nafrat ki aag jale
Olfat ki jaga le le kr keena
Shuda ne tarp kr arz kia
Ab sisak sisak kr kia jeena ?

Ik musafe Quran main logoo
Jo surah e Taoba parhate ho
Kis toor bhala phir momkin ho
Zilat ka soda krte ho
Ye yaad rahe __
Is hasti main mustakbil sirf ISLAM ka hai
Is basti main
Tarjeeh wohi farman k jo
Quran ka hai, Furqan ka hai
Maqbol wohi iman k jo
Omer (R.A) o Karar, (R.A) Usman (R.A) ka hai
Sadeeqon ka, Shuhda ka hai
Ghazi ahl e Iman ka hai
Wo jin ki rah pe chalne ki
Din raat duain krte hu
Jb surah e Fateha parhte hu !
____un shuhdah ka peghaam hai ye
Ab khote sikey la yaani
Ab zore khitabat bemaani
Ab ho ga moqabil aaina
Shuda ne tarp kr arz kia 
Ab sisak sisak kr kia jeena
Tm ja kr hamal k daman main, iss k farzoon se pocho
Tm sar ba falak kuhsaroon k basi shehbazoon se pocho
Bar aab mahazoon se pocho
Sar basta raazoon ka pocho
Jannt ki khushbo ko dhondo
Us k darwazoon ka pocho
Or ho k hamal k daman se
Jabl e Uhad ko jb niklo
Tu Hamza (R.A) k or Talha (R.A) k
Mosab (R.A) k oswey ka pocho
Ye bhi pochoye fitr e Shahdat kia she hai?
Kia cheez Shahadat hoti hai?
Wo sare ye farmain gay
Bas ik nuqta smjainb gay
Tm jis pr iman layey hu
Jab us ka bolawa aey to ___
Tm jis k liyey iman laey
Dil jis ki yaad main lalchaey
Us jannat tak janey k liyey
Firdoos e bareen paney k liyey
Kia iss k siwa ho ga zeena ?


Aey apney liyey jeeney walo !
Tm ja kr apney aaqa se
Tehzeeb e farangi se keh do
Dajal e zamana se keh do
TV jo pelaata hai tm ko
Us maey shubane se keh do
Ye Ibraheemi Milat hai
Ye pyare NABI ki sunnat hai
Jazbaat e jihad pbarain gay
Undlas k mahazoon pr ja kr
Sadyoon ka qarz otarain gey
Aqsa ki aag bhujain gay
Har ahd e qadeem nibhai gay
Phir qarbo bala k sehra se hm agay barhate gain gay
Yoon badro hunain ki rahoon pr se ho kr jab jab aain gey
Allah k ik ik doshman ko
Kuch aise maar bhgain gay
Ik mosam e gul , ik noor e sehar
Ik fasle baharan lain gay
Shudah ne kia tha ahed yahi
K in k khoon k qatre azmat e rab ki gwahi yun dain gay
K pata chale jag waloon ko
Apne liyey jeene waloon ko
Behnoon ki reeda
Bachoon k zakham
Harfoon se seene waloon ko
Maloom ye ho
Ik aesi mohabbat hoti hai
Hr cheez pr ghalib aati hai
Jb jaam usi ka hai peena
Shuhda ne tarp kr arz kia
Ab sisak sisak kr kia jeena